Uski aankhon mein faila kajal
Baaton se karti ghaayal
Saanson mein uska hi hai naam
Meri neendein udi hain jab se
Tu aa gayi jeevan mein
Raushan kar de tu mujhko aaj
Uski aankhon mein faila kajal
Baaton se karti ghaayal
Saanson mein uska hi hai naam
Meri neendein udi hain jab se
Tu aa gayi jeevan mein
Raushan kar de tu mujhko aaj
Maana kabhi kabhi
Hadd se guzar jaata hoon
Tere pyaar mein
Maana kabhi kabhi
Hadd se guzar jaata hoon
Tere pyaar mein
Yeah, maine bandiyan to bahut saari dekhi
Par tere jaisi ek bhi nahi
Aaj ke zamaane mein bhi
Pyaar kare fake nahi
Baby, uske baal jaise lehar
Aur tsunami ki roohaniyat se
Roobaru karaati mujhe devi si
LYRICS OF KASHISH:
“Kashish” is a romantic song that expresses attraction, admiration, and deep emotional connection. The lyrics beautifully describe how someone’s charm and presence create a strong pull of love and fascination.