Nafrat Lyrics
Yeh kaisi fitrat hai jaaniya Mujhe toh hairat hai jaaniya Tu pehle meri hasrat na jaaniya Tu ab meri nafrat hai jaaniya
Mujhko ab hosh raha na Pal pal jaise mar jaana Aur karein na hum aitraaz bhi Karke barbaad hai rakha Phir bhi yaad hai rakha Aur rahein na hum naaraaz bhi
Tu zakham de mujhe chahke bhi Bolun main naseeb Haye kya pata itna gham deke Khush rehne ki salaah doge tum
Akhiyaan na soye yaara Roye mera toota hai dil Aisa haara ke Dobaara jeena hua mushkil
Akhiyaan na soye yaara Roye mera toota hai dil Aisa haara ke Dobaara jeena hua mushkil
Yeh kaisi fitrat hai jaaniya Mujhe toh hairat hai jaaniya Tu pehle meri hasrat na jaaniya Tu ab meri nafrat hai jaaniya
Yeh dard jo tere Bhulaaye bhi na jaayein Chhupa bhi sakun na Bataaye bhi na jaayein
Bejurm sazaayein bahut hi sataaye Ke dil ko haye hum ab bhi mar jaayein
Bebasi dil mein kitni hai dekho yaara Haye kya hua kya pata jaanun na main Ishq mera yeh kaise zaya ho gaya
Akhiyaan na soye yaara roye mera toota hai dil Aisa haara ke dobaara jeena hua mushkil

Barbaadiyon ka meri janaab Aane ki jo wajah bataun Tu hi hai naubat tu hi museebat Tu hi qayaamat jaaniya
Aashiq duniya bhar ke saare Sab kuchh apna ishq mein haare Fana hue tabaah hue Bikhar gaye hain jaaniye