Paan Ki Dukaan Lyrics – Sukhwinder Singh & Rekha Bhardwaj

🎤 Gulzar 🎵 Bollywood 👁 10 views 📅 February 28, 2026

Song Details

Song Paan Ki Dukaan
Year 2026
Language Hindi
Music Vishal Bhardwaj
Lyricist Gulzar

Paan Ki Dukaan Lyrics

Romeo ne masti mein peeche ki basti mein
Kal jo kabootar udaaya
Ud ke munderon se kacche baneron se
Julie ki chhat pe aa gaya
Hmm hmm aaha… furrr

Romeo ne masti mein peeche ki basti mein
Kal jo kabootar udaaya
Ud ke munderon se kacche baneron se
Julie ki chhat pe aa gaya

Chaandi ka chhalla laaya hai bhalla
Dil ka bana ke nishaan
Neeche paan di dukaan
Upar Julie da makaan
Bach ke aana meri jaan
Ta ta ta thaiyaa re

Neeche paan di dukaan
Upar Julie da makaan
Bach ke aana meri jaan
Ta ta ta thaiyaa re

Neeche paan di dukaan
Upar Julie da makaan
Bach ke aana meri jaan
Ta ta ta thaiyaa re

Neeche paan di dukaan
Upar Julie da makaan
Bach ke aana meri jaan
Ta ta ta thaiyaa re

Maine chhajja sajaaya tumhaare liye
Aur sharbat banaaya tumhaare liye
Maine chhajja sajaaya tumhaare liye
Aur sharbat banaaya tumhaare liye

Saare gatak gaye mehmaan
Meri Julie bhi hairaan
Bach ke aana meri jaan
Ta ta ta thaiyaa re

Neeche paan di dukaan
Upar Julie da makaan
Bach ke aana meri jaan
Ta ta ta thaiyaa re

Neeche paan di dukaan
Upar Julie da makaan
Bach ke aana meri jaan
Ta ta ta thaiyaa re

Neeche paan di dukaan
Upar Julie da makaan
Bach ke aana meri jaan
Ta ta ta thaiyaa re

About The Song

Neeche Paan Ki Dukaan is written by Gulzar.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *