La la la la la la
La la la la la la la
La la la la la la la la la la
Tu tu hai wahi
Dil ne jise apna kaha
Tu hai jahaan, main hoon wahaan
Ab toh ye jeena tere bin hai saza
Ho mil jaayein is tarah
Do lehron jis tarah
Ho mil jaayein is tarah
Do lehron jis tarah
Phir hon na juda, haan ye waada raha
Main awaaz hoon toh
Tu hai geet mera
Main awaaz hoon toh
Tu hai geet mera
Jahaan se niraala
Manmeet mera
Mil jaayein is tarah
Do lehron jis tarah
Ho mil jaayein is tarah
Do lehron jis tarah
Phir hon na juda, haan ye waada raha
Tu tu hai wahi
Dil ne jise apna kaha
Tu hai jahaan, main hoon wahaan
Ab toh ye jeena tere bin hai saza
Kisi mod pe bhi na ye saath toote
Mere haath se tera daaman na chhoote
La la, la la la, la la la
Kabhi khwaab mein bhi tu mujhse na roothe
Mere pyaar ki koi khushiyan na loote
Mil jaayein is tarah
Do lehron jis tarah
Ho mil jaayein is tarah
Do lehron jis tarah
Phir hon na juda, haan ye waada raha
Tu tu hai wahi
Dil ne jise apna kaha
Tu hai jahaan, main hoon wahaan
Ab toh ye jeena tere bin hai saza
Tujhe main jahaan ki nazar se chura loon
Kahin dil ke kone mein tujhko chhupa loon
Kabhi zindagi mein badhein mushkilein toh
Mujhe tu sambhaale, tujhe main sambhaaloon
Ho mil jaayein is tarah
Do lehron jis tarah
Ho mil jaayein is tarah
Do lehron jis tarah
Phir hon na juda, haan ye waada raha
Tu tu hai wahi
Dil ne jise apna kaha
Tu hai jahaan, main hoon wahaan
Ab toh ye jeena tere bin hai saza
La la la la la la
La la la la la la la la la
Phir hon na juda, haan ye waada raha
Ye waada raha
LYRICS OF TU TU HAI WAHI:
“Tu Tu Hai Wahi” is a timeless romantic song that expresses deep love, soul connection, and a promise of never being apart. The song beautifully portrays two hearts bound together forever, symbolizing eternal togetherness and devotion.