Do Lafzo Mein: Babul Supriyo & Anuradha Paudwal

🎤 Anuradha Paudwal 🎵 Hindi 👁 5 views 📅 May 17, 2026

Song Details

Song Do Lafzo Mein
Year 2011
Language Hindi
Music Jatin Lalit
Lyricist Sameer

Aah Aah Aah, Aah Aah Aah  Aah Aah Aah Aah Aah, Aah Aah Aah)

Do lafzon likh di maine Apni prem kahaani Tu mere dil ka raja ban jaa Main tere dil ki rani

Do lafzon likh di maine Apni prem kahaani Tu mere dil ka raja ban jaa Main tere dil ki rani

Jeeta tha pehle bhi magar yu tha lagta Jeene mein shaayad kahin kuch kami hai Mile humko jaana, Dil ne bhi maana Tu hi sanam meri aashiqui hai

Kabhi hona na judaa, Kabhi hona na khafaa Kabhi hona na judaa, Kabhi hona na khafaa

Bhola bhaala dil jo mera Kar baithe naadaani

Tu mere dil ka raja ban jaa Main tere dil ki rani

Do lafzon likh di maine Apni prem kahaani Main tere dil ka raja ban gaya Tu mere dil ki rani

(Oh Oh Oh, Oh Oh Oh Aah Aah Aah Aah Aah, Aah Aah Aah)

Mujhe apne rang mein rang ke deewani Jisne banaayi voh teri nazar hai Hone lagi main khud se begaani Sanam tere pyaar ka aisa asar hai

Kabhi hona na judaa, Kabhi hona na khafaa Kabhi hona na judaa, Kabhi hona na khafaa

Dil deewana deewane ne Kab kiski hai maani Main tere dil ka raja ban gaya Tu mere dil ki rani

Do lafzon likh di maine Apni prem kahaani Tu mere dil ka raja ban jaa Main tere dil ki rani

Main tere dil ka raja ban gaya Tu mere dil ki rani

Oh Oh Oh, Oh Oh Oh Aah Aah Aah Aah Aah, Mm Mm Mm…….

(Lyrics of Do Lafzo Mein)
Read the complete lyrics of the romantic song Do Lafzo Mein. Find the full ‘Do Lafzon Likh Di Maine’ Hindi song lyrics in English right here!

 

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *