Sanam Beraham: Sultana Nooran

๐ŸŽค Sultana Nooran ๐ŸŽต Sad ๐Ÿ‘ 7 views ๐Ÿ“… April 27, 2026

Song Details

Song Sanam Beraham
Year 2026
Language Hindi
Music Ashok Punjabi
Lyricist Ashok Punjabi

Woh aadatein hain ya bhookh thi
Woh shauq tha ya chook thi

Jismon ka aadi hai
Dukh bebuniyaadi hai
Jithe marzi chal jaave
Tenu full aazaadi hai

Jismon ka aadi hai
Dukh bebuniyaadi hai
Jithe marzi chal jaave
Tenu full aazaadi hai

Uspe yeh gham hota nahi kam, kya kare
Apna sanam hai beraham, kya kare

Apna sanam hai beraham, kya kare
Apne hi deke gaye hain zakhm, kya kare
Hans hans sahe humne sitam, kya kare
Apna sanam hai beraham, kya kare

Uski gulaami ab bas ho gayi
Itni nadaani ab hadd ho gayi
Uski gulaami ab bas ho gayi
Itni nadaani ab hadd ho gayi

Jaane jaate hain gham uske hi naam se
Aawaargi woh ab radd ho gayi

Aankhon ke aage toote hain bharam, kya kare
Apna sanam hai beraham, kya kare
Apna sanam hai beraham, kya kare

Apne hi deke gaye hain zakhm, kya kare
Hans hans ke sahe humne sitam, kya kare
Apna sanam hai beraham, kya kare
Apna sanam hai beraham, kya kare

Akhiyon se karta hai taiyaariyaan
Sare-aam karta hai gaddaariyaan
Akhiyon se karta hai taiyaariyaan
Sare-aam karta hai gaddaariyaan

Pehli mohabbat aur usme bhi dhokha
Seene mein uthti hain chingaariyaan
Is baat ka hai humko gham, kya kare

Apna sanam hai beraham, kya kare
Apna sanam hai beraham, kya kare
Apna sanam hai beraham, kya kare

Apne hi deke gaye hain zakhm, kya kare
Hans hans sahe humne sitam, kya kare
Apna sanam hai beraham, kya kare
Apna sanam hai beraham, kya kare

Tod di dard ki zanjeer magar yeh gham hai
Jo saza tujhe di woh saza shayad kam hai

(Lyrics of Sanam Beraham)
Read the full lyrics of Sanam Beraham in stylish Hinglish. A powerful heartbreak song expressing betrayal, pain, and emotional struggle in love.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *