Panna ki tamanna hai ke
Heera mujhe mil jaaye
Chaahe meri jaan jaaye,
Chaahe mera dil jaaye
Ho panna ki tamanna hai ke
Heera mujhe mil jaaye
Chaahe meri jaan jaaye,
Chaahe mera dil jaaye
Hoooo ee lo raraaraaruuuuu
Hoooo hee lo taraararuuuuu…uu
Aaa aa…
Panna ki tamanna hai ke
Heera mujhe mil jaaye
Chaahe meri jaan jaaye,
Chaahe mera dil jaaye
Heera toh pehle hi kisi aur
ka ho chukaa
Heera toh pehle hi kisi aur
ka ho chukaa
Kisi ki madbhari
aankhon mein kho chukaa
Yaadon ki bas dhool
Ban chuka dil ka phoo…ool
Seene pe main rakh doon jo
Haath phir khil jaaye
Chaahe meri jaan jaaye,
Chaahe mera dil jaaye
Ho panna ki tamanna hai ke
Heera mujhe mil jaaye
Chaahe meri jaan jaaye,
Chaahe mera dil jaaye
Dil toh dete hain, lete hain
Log kai baar
Dil toh dete hain, lete hain
Log kai baar
Hua kya kisi se, kiya tha
Tumne pyaar
Yaadon ko chhod de, vaadon ko tod de
Apni jagah se kaise
Parbat hil jaaye
Chaahe meri jaan jaaye,
Chaahe mera dil jaaye…
Lalalala lalala laaalalalala…
Hmmm hmm lalalalala…
Bhoola na mere dil ko kabhi
Iska khayaal
Bhoola na mere dil ko kabhi
Jiska khayaal
Ho sake toh usse
Mere dil se tu nikaal
laugh Na karoon main yeh kaam
Toh nahi mera na…aam
Na karoon main yeh kaam
Toh nahi mera naam
Baaton se yeh zakhm-e-jigar kaise
Sil jaaye…
Chaahe meri jaan jaaye,
Chaahe mera dil jaaye…
Ho panna ki tamanna hai ke
Heera mujhe mil jaaye
Chaahe meri jaan jaaye,
Chaahe mera dil jaaye…
Hoooo ee lo taraaraaruuuuu
Hoooo ee lo taraararuuuuu
Lalalala lalala laaalalalala…
Lalalala lalala laaalalalala…
Lalalala lalala laaalalalala…
Lalalala lalala laaalalalala…
(Lyrics of Panna Ki Tamanna Hai)
Read the full lyrics of Panna Ki Tamanna Hai in stylish Hinglish. A classic romantic song expressing desire, love, and timeless emotions with a nostalgic melody.